Mere Humsafar OST Lyrics – Yashal Shahid | Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki

Mere Humsafar OST lyrics aren’t just words,they’re a heartbeat. A tale of ishq, pyar, and unspoken dard wrapped in melody. If your dil has ever known love, loss, or longing, these lyrics will speak directly to your soul. Listeners can’t get enough of the emotion in every line. That’s why so many search for Mere Humsafar lyrics again and again.

Whether you’re after the Mere Humsafar OST lyrics in English or want to feel the magic in Hindi, we’ve got you covered. Fans also love the powerful Yeh Ishq Tum Na Karna lyrics,another song filled with fire and haal-e-dil. With vocals by Yashal Shahid, the pain, hope, and passion in this OST shine through. From Taqdeer to Aashiqon, from Egham to Aas, it’s a lyrical jaam-e-mohabbat. So if you’re searching for yeh ishq tum na karna lyrics or mere humsafar lyrics, you’re in the perfect place.

Mere Humsafar OST Lyrics – Yashal Shahid | Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki

Mere Humsafar OST Lyrics – Yashal Shahid | Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki

Tasveer Mann Mein Basi Yaar Ki,
Tasbeeh Padhi Tere Pyar Ki,
Dil Yeh Mera Tere Dil Se Ja Mila Hai,
Rab Se Jisko Manga, Tu Wo Sila Hai.

Read More : 200+ Marathi Mulgi Caption For Instagram to Celebrate Your Culture

Taqdeer Jabse Tujhse Judi Hai,
Jaam-E-Mohabbat, Zahe-Aashiqui Hai,
Pucho Na, Puccho Na, Puchho Na,
Hum Sataye Hue Hai, Sataye Hue Hai.

Yeh Ishq Tum Na Karna, Yeh Rog Hi Lagaye,
Dafn Khud Kare Hai, Phir Sog Bhi Manaye.
Yeh Ishq Tum Na Karna, Yeh Rog Hi Lagaye,
Dafn Khud Kare Hai, Fir Sog Bhi Manaye.
(Fir Sog Bhi Manaye)

Aashiqon Ke Dil Mei Yeh Aas Bhi Lagaye,
Aashiqon Ke Dil Mei Yeh Aas Bhi Lagaye,
Phir Aas Ko Bujha Kay Yeh Aag Bhi Lagaye.
Phir Aas Ko Bujhaa Kay Yeh Aag Bhi Lagaye.

Kaise Ho Shukriya, Mujhko Jo Chun Liya,
Haal-E-Dil Na Keh Sake, Tumne To Sun Liya.
Ahd-E-Mohabbat Ko Poora Kiya, Lyricsread
Dard Dil Ka Le Ke Dil De Diya.

Yeh Ishq Tum Na Karna, Yeh Rog Hi Lagaye,
Dafn Khud Kare Hai, Phir Sog Bhi Manaye.
Aashiqon Ke Dil Mein Yeh Aas Bhi Lagaye,
Fir Aas Ko Bujha Ke Yeh Aag Bhi Lagaye.
(Fir Aas Ko Bujha Ke Yeh Aag Bhi Lagaye.)

Koi To Ho Mera Apna, Koi To Sahara Ho,
Gham Mere Thahar To Jaayein, Koi Kinara Ho.
Thes Aisi Dil Pe Lagi, Kya Gunaah Hamara Tha?
Maangte Hai Ye Khuda Se, Pyar Na Dobara Ho.
(Pyar Na Dobara Ho)

Taqdeer Jabse Tujhse Judi Hai,
Jaam-E-Mohabbat, Zahe-Aashiqui Hai,
Puchho Na, Puchho Na, Puchho Na,
Hum Sataye Hue Hai, Sataye Hue Hai.
(Sataye Hue Hai)

Yeh Ishq Tum Na Karna, Yeh Rog Hi Lagaye,
Dafn Khud Kare Hai, Phir Sog Bhi Manaye.
Yeh Ishq Tum Na Karna, Yeh Rog Hi Lagaye,
Dafn Khud Kare Hai, Phir Sog Bhi Manaye.

Aashiqon Ke Dil Mein Yeh Aas Bhi Lagaye,
Phir Aas Ko Bujha Ke Yeh Aag Bhi Lagaye.
Phir Aas Ko Bujha Ke Yeh Aag Bhi Lagaye.

FAQ’s

What is the song Mere Humsafar about?

Mere Humsafar OST Lyrics tell a story of deep ishq, dard, and pyar that touches every listener’s dil with pure emotion.

Who sang the Mere Humsafar OST?

Yashal Shahid gave voice to the Mere Humsafar OST Lyrics, filling each word with heartfelt gham, aas, and soulful expression.

Where can I find the lyrics in English?

You can read the Mere Humsafar OST Lyrics in English right here, helping you understand every thes, rog, and feeling behind the words.

Are the lyrics available in Hindi too?

Yes, we’ve included the Mere Humsafar OST Lyrics in Hindi for those who want to feel the full zahe-aashiqui in every line.

Is this OST connected to any other famous lines?

Yes, fans also search for Yeh Ishq Tum Na Karna lyrics which share the same heartfelt tone as Mere Humsafar OST Lyrics.

Conclusion

The Mere Humsafar OST Lyrics are full of emotion. They speak of ishq, dard, and longing. Whether you’re in love or healing, these words touch the heart. Many people look for Mere Humsafar Lyrics in English to feel the meaning behind every line. Others prefer the Mere Humsafar Lyrics in Hindi to stay close to the original feeling. No matter the language, the message stays strong and clear.

If you loved this song, you’ll also enjoy the Yeh Ishq Tum Na Karna lyrics. These lines also speak of pain, pyar, and silent dreams. The Mere Humsafar Lyrics are not just words,they’re emotions set to music. Whether it’s in English or Hindi, the lyrics stay with you. So if you’re looking for ye ishq tum na karna lyrics, mere humsafar ost lyrics, or want to feel every word again, read them here and let your dil feel every beat.

Leave a Comment